Share it on :

Tuesday 9 April 2013

Jin Raho Mein Mujhko Tera Sath Na Mila


Jin raho mein mujhko tera sath na mila,
Main manjile banana bhula gaya.
Teri yaadon ke bina,
Main apne khwab sajana bhul gaya.
Teri nazro mein bas khud ko ek bar dekhna chaha,
Bas ek bar tujhse maine nazre milana chaha.
Mujhse yun nazre kya feri tune,
Main kisi ko aankhon mein basana bhul gaya.
Mere lamho mein jab mujhe tu na mili,
Main apne lamhe sajana bhul gaya.
Kuch kerna chahta tha zindagi mein main,
Tere sang jina chahta tha iss jahaan mein main.
Jab mujhko tera sath na mila,
Main khud ko sawarna bhul gaya,
Main apni zindagi jina bhul gaya.
……………………………………….
In english
……………………………………….
In which way you don’t have with me,
I forget to make my
Without your memories,
I forget to make my dreams.
I wanna see my self in your eye,
But when you turn your eye from me,
I forget make anyscene in my eye.
When I not get you my moments,
I forget to make my all moments.
I wanna do something in this life,
I wanna live with you in this world,
When I can’t get your
I forget to live my life.

3 comments:

  1. to chalo main tumhare sath hu shuru karo jeena age badhna
    khwab sajana aur unhe haqiqat banana

    ReplyDelete
  2. Jeene ke liye ek sahara chahiye.
    Apni manzil ka koi kinara chahiye.
    Haqqikat me to badal doon main apne khwab saare par,
    Un khwabo ko sajane ke liye bhi ek chehra chahiye.

    ReplyDelete

More Poem

For More Poem Please Click On "Older Post"