Tere khwab hamesha mere sapno mein rahenge,
Teri aahat hamesha meri saanso mein rahegi.
Tujhe bhula to na paunga main iss jivan mein main,
Teri chahat hamesha mere dil mein rahegi.
Teri baate ab mere jine ka sahara,
Tere khwab hi ab mere jine ka sahara.
Tujhe pa na saka iss zindagi mein per,
Teri yaade ab mere jine ka sahara.
Meri her nadani tujhse bani,
Meri to her kahani tujhse bani.
Maine tujhe apni zindagi banana,
Meri ye zindagani tujhse bani.
Ye judaiyaan mujhse sahi nahi jati,
Or khamoshiyan mujhse ab sahi nahi jati.
Laut aa tu iss zindagi mein wapas,
Ab tanhaiyan mujhse sahi nahi jati.
wwooooooooooooooooooooooooooooooo
ReplyDeletehot and intense feelings great
bina roe to ma bhi milk nahi deti ha i
so work hard if u want smthng
go nd get ur girl baithne se kuch nahi hone wala hai