Share it on :

Thursday, 16 May 2013

Pyar Andha Hi Nahi Balki Behra, Gunga Or Langda Bhi Hota Hai.


Pyar andha hi nahi balki behra, gunga or langda bhi hota hai.

Pyar andha kaise hota hai:
Jab koi ladka kisi ladki ko buri nazar se dekhta hai,
Or jab uss ladki ka bhai uss ladki ki aankhein fodta hai.
Tab jo hota hai use andha pyar kehte hai.

Pyar behra kaise hota hai:
Ladkiyon ki aadat to hoti hi hai jyada baat karne ki,
Or jab ek bolne wali ladki ek ladke ke gale pad jaye,
To uske sunne ki sakti kamzor honi hi hai.

Pyar gunga kaise hota hai:
Ab jab itna bolne waali ladki se paala padega,
To kya wo ladke bolne ka mauka degi.
Use to aise hi gungo ki tarah uski baatein sunni padengi.

Pyar langda kaise hota hai:
Ab jab pyar kiya hai to ladki ke ghar walo ko to pata chalta hi hai.
Or jab pata chal jayega to ladke ke haath-paao to tutne hi hain.

Isiliye main kehta hoon ki pyar sirf andha hi nahi balki behra, gunga or langda bhi hota hai.

Isi baat ko sahi tadike se padhne ke liye iss link per click karein.

 

No comments:

Post a Comment

More Poem

For More Poem Please Click On "Older Post"